Kiss aur shayari.....
Kiss Day...
Tere pyar main iss kadar kayal hua....
Dil bana ashiq or main ghayal hua...
Tune kiya chummo ki barsat or main ban kar chuiya tere upar fire hua....
Chu..chu...chu...chu...🐭🐭🐭
🐭💋🐭💋🐭💋🐭💋🐭💋🐭💋🐭💋🐭💋🐭
Dil ke tere pinjare mein kaid hua hu....
Mila tu iss kadar main bachain hua hun....
Chumma jo diya tha tune udhar...
Aa jaa kisst chukka dun tere chumme ki yaar.... 💋💋💋
💋💋💋💋💋💋💋💋💋💋💋💋💋💋💋💋💋
Suna hai tere pyar mein zakhm bahut hai...
Dil ke kis kone mein chuppe wo gum bahut hai...
Kiss ke liya kiya tha tune dil par wo war ...
Aaya hun lene main chumma udhar..... 😘😘
😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘😘
Chumma ki baat ho...
Zumme ki raat ko...
Hatho mein tera hath ho...
Fir chahe puri duniya mere khilaaf ho.... ❣️❣️❣️
❣️❣️❣️❣️❣️❣️❣️❣️❣️❣️❣️❣️❣️❣️❣️❣️❣️
Aaya hun wo kist chukane ...
Jo kiya tha main tere hawale...
Aa le le with interest...
Lekin phle...
Ek chumma tu mujhko udhar dei de .....
Chaiye badle mein UP BIHAR lei le.... 😘😘😂😂
😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😘
No comments:
Post a Comment